SD card aur sim card kya hai
SD card ek prakar se flash memory card hoti hai SD card ki ful form secure digital card hai Jo jyadatar yantron mein data store karne ke liye upyog mein laya jata hai udaharan ke liye camera smartphone computer aur tablet aadi sim card ek chhoti si plastic ki bnavat hoti hai jisko mobile phone mein istemal karte Hain aur yah device ko tower ke sath connect karne mein madad karti hai sim card ka pura naam short message service hai
Smartphone mein SD card kya hai
Ek mobile mein ek SD card ek flash memory card ki tarah hoti hai jiska upyog jyada storage sthan pradan karne ke liye Kiya jata hai SD card ko mobile phone mein dalkar aap apne mobile phone mein jyada photo gane video aur file jama kar sakte hain yah aapki device ki storage ko badhane ka vikalp pradan karta hai
Kya SD Card surakshit hai
SD card samanya roop se surakshit hoti hai lekin yah aap per nirbhar karta hai ki aap kis tarah Suraksha upayon ka upyog karte a rahe hain SD card Apne password se data ko surakshit rakhne ki visheshta pradan karti hai jisse Keval vahi manushya hai Jo ise kholne ka password jaanta Ho vahi access kar sakta hai yadi kisi ko physical roop se SD card mil jata hai data ka upyog kar sakta hai data ko surakshit rakhne ke liye Suraksha upayon ka palan karna bahut hi jaruri hai
SD card ko kaise open karte Hain
SD card ko open karne ke liye aapko ek card reader ki avashyakta hoti hai jo aap apne computer ke USB port mein Laga sakte hain aapko Apne computer per SD card ko open karne ke liye software ka upyog karna hoga udaharan ke liye windows file explorer file manager iske bad SD card ke andar folder aur file ko dekh sakte hain aur unko Sahi tarike se jaanch sakte hain
Kya SD card ko clean kar sakte hain
Han ji bilkul aap apne SD card ko clean kar sakte hain iske liye aap ek computer software ka upyog karke SD card ki sabhi file aur folder ko delete kar sakte hain Dhyan den ki jab aap kisi file a folder ko delete karte Hain to vah real mein delete nahin hota hai SD card ke use Khand mein chala jata hai this is thy roop se saaf Kiya jata hai usko aap recover kar sakte hain jab tak ki aapka naya data use Khand ko overrite Na kar de Dhyan den ki aap pahle se hi Apne Apne mahatvpurn data ka backup banakar rakhna chahie
0 Comments