Yahan bailon ke bare mein kuchh rochak tathya diye Gaye
1. BEL paaltu pashu hote Hain jinko bharvahak pashuon ke roop mein liya jata hai
2. Bailon ka upyog manushya dwara 5000 hajar varshon se Kiya ja raha hai
3. Bail apni apar Shakti ke liye jaane jaate Hain aur apne vajan se Kai Guna Bhari vajan utha sakta hai aur khinch sakte hain
4. BEL shakahari hote Hain Inka mukhya khana anaaj aur ghas hai
5. Bailon ki gati dhimi aur sthir hoti hai itne lambe kathin karya ko karne mein madad Karti hun
6. BEL shabd anek janvaron ke liye is Kamal hota hai jinko kam karne ke liye prashikshan Kiya jata hai
7. Atyadhik samajik prani hote Hain aur yah Apne jhund ke andar majbut Bandhan banate hain
8. Bailon mein Aisa Dharan Shakti hoti hai isliye vah Bina thake lambe samay Tak kam kar sakte hain
9. Inka upyog abhi bhi Kai anek viksit deshon mein krishi kheti aur parivahan uddeshyon ke liye Kiya jata hai
10. Anek prakar ki vibhinn Sanskriti Bal Shakti ka pratyek Mana jata hai
11. Inko Aksar tyoharon mein kya parade mein taiyar kiya jata hai yah prarambhik samaroh mein sajaya jata hai
12. Bailon ke shoulder chaude aur lambe hote Hain aur gehri chhati ke sath masal bhi hote Hain
13. Inko prachin sabhyata papervas mein mahatvpurn bhumika nibhai jaati hai
14. Bailon ne painting aur moortiyon sahit vibhinn kalakritiyon ko aakarshit Kiya hai
15. Ek bail ka jivan ka lagbhag 22 varsh ka hota hai
16. Bailon ko shant aur vinamra swabhav ka Mana jata
17. Bail atyadhik Anukul prani hote Hain aur visham jalvayu ko aur chunautipurn ilakon mein panap sakte hain
18. Inkoksar karya karne ke liye jodon mein istemal kiya jata hai
19. Ghodon ki tulna mein bailon ko dhimi Yatra gati kuchh karyon karne ke liye faydemand sabit ho sakti hai
20. Pahle kam taur per astbal ya shed aur khule maidanon mein Rakha jata hai
21. Kheti aur krishi HAL chalane mein aur chakki chalane mein bailon ki mahatvpurn bhumika hoti hai
22. Bailon ka aahar anaaj ghas aur Anya vanspati aur ped paudhon se yukt hota hai
23. Inki khal ka upyog gunvatta wale chamde ke utpadan mein prayog kiya jata hai
24. Aam taur per BEL shant swabhav hai hote Hain lekin agar inko dhamki di jaaye to yah Ghatak bhi ho sakte hain
Charane ki aadat
25. Bail prakrutik roop se ghas charane wale Janwar hote Hain inko kam na karne ki anumati Di jaati hai inhen khane ki swatantrata hoti hai
Singh ka upyog
Kuchh sanskritiyon mein singo ka upyog raksha karne ke liye Kiya jata hai aur कभी-कभी sajavati samaroh mein kiya jata hai
0 Comments